Namaz e Istikhara Kitni baar padhi jaye?
Munasib yah hai ki istekhara 7 days tak kiya jaye, agar 7 days me bhi kisi ek taraf kaam ka rujhaan na ho to continue istikhara karta rahe.
Perform Salat al Istikhara and Dua
Anytime a Muslim is making a decision, he or she should seek Allah’s guidance and wisdom. Allah alone knows what is best for us, and there may be good in what we perceive as bad, and bad in what we perceive as good.
If you are ambivalent or unsure about a decision you have to make, there is a specific prayer for guidance (Salat-l-Istikhara) that you can do to ask for Allah’s help in making your decision. Should you marry this certain person? Should you attend this graduate school? Should you take this job offer or that one? Allah knows what is best for you, and if you are not sure about a choice that you have, seek His guidance.
Salat al-Istikhara is a powerful tool that Allah has given us to ask His guidance in all matters. We should not hesitate to pray Istikhara before making any choice in our lives, big or small.
It’s important to do this prayer with sincerity, knowing in our hearts that only Allah can give us the guidance we seek, and resolved to follow the guidance He gives us, even if it clashes with our own desires.
We should also say the dua with firm conviction, not begging or pleading, but asking Allah clearly for guidance.
And we should not be impatient after our dua. We do not put Allah on a timetable. And we should not expect some sort of miracle, or a dream full of signs and symbols. These things are not necessary. We simply say our prayers and trust that Allah has heard us and will answer us in the way that is best.
Istikhara Dua Translation In Urdu
Ai allah! mai tere ilm ki behtari aur bhalayi chahta hun, aur tere qudrat ke sahare is kaam ko karne ki taqat mangta hun, aur tere fazle azaim ka sawali hun, be shak aap qadir aur mai qudrat nahi rakhta, aur aap ko ilm hai aur mai nahi jaanta, aap to chhupi huyi cheezon ko bhi achhi tarah jante hain, ai allah! agar aap ke ilm me yah kaam (yahan us kaam ko apne dil me soche jis ka istikhara karna hai) mere haq me mere din dunya aur aakhirat ke etbar se behtar ho to us ko mere liye mqaddar kr di jiye aur use mere haq me aasani kar ke us me mujhe barkat de, aur agar aap ko ilm hai ki yah kaam (yahan bhi us kaam ko dil se soche) meri dunya aur aakhirat ke aitbaar se achchha nahi hai, to us kaam ko mere dil se door kar de. aur jis janib khair aur bhalayi ho wahi mere liye muqaddar kar de, aur mujhe us kaam se razi kar de.
Nikah Ya Shadi Ke Liye Istekhara Kaise Kare?
Bahut sare friends ne mujh se yah baat poochha tha ki: “Nikah ke liye istekhata kaise karte hain?” to mai aap ko bata dun ki nikah ya shadi ke liye koyi alag istekhara nahi hai, is ke liye bhi wahi istekhara hai jis ko hum uper bata chuke hain, yani agar aap kisi ladki ya ladke se shadi karna chahte hon aur soch rahe hon ki yah mere liye achchha jeevan sathi hoga ki nahi to aap 2 rakat namaz padh ke aap istekhara ki dua padhen, us ke baad aap ka dil jo faisla kare us par amal karen inshallah aap ko ek best jeevan sathi mil jaye ga, bas aap ki niyat sahi honi chahiye.